Saturday, November 12, 2011

Jindgi.............

jindgi kya hai, syad ek rista hai
fir bhi kiu,aaj yaha har anshu bikta hai,

kiu ankhe band ho jati hai,dil ki sunne ke age
dil ki kadar hi nahi unhe sayd bahri pyar hi dikhta hai,


bahut koshish kar raha hu yaaron bhul jane ko
per mere pass mera kuch bhi nai hai, door jaane ko,

hum ne kasam li hai hum na badlenge apne app ko
main vahi hu jo pahli baar isi haalt main mila tha aap ko,

:(

No comments: